Skip to main content

how to incress paytm postpaid spend limit

 Hello frend welcome to my new article😊. Tho guys aj ham paytm postpaid ki spend limit kaise badhaye iss bare mai batane bala hoon tho chaliye start karte hai.

Kuch samaye pahle paytm ne apna ek feature launch kiya tha jiska naam paytm postpaid tha, es feature ke antergat paytm apko 60,000 rs tak ki kharidari ka mauka deti hai.

jahan pe apke pass paise ho ya na ho lekin aap cheezo ko buy kar sakte the or esse fayda ye tha ki aapko agar paytm se recharge karna ho ya shopping lekin agar apke pass us samaye paise na bhi ho to aap recharge ya shopping easly kar sakte hai.

or jo bhi paisa aapne paytm postpaid mein kharch kiya hai wo apko next month 15 tarikh tak pay karna hota hai, to apko esme kafi samaye bhi mil jata hai paise ko wapas karne ka.

agar aapko eske baare mein detail se ya paytm postpaid enable karna hai to aap hamare dusre article ko padh sakte hai link neeche hain.

paytm postpaid kya hai ?

Ab es post me hum baat karte hai ki hum kaise Paytm postpaid ki spend limit kaise badhaye ya incress kare.

es article mein 3 point hai jo apko follow karna hoga agar aap paytm postpaid ki spend limit incress karna chahte hain to.


1 jaisa ki aap sabhi ko pata hai ki paytm postpaid me hame suru mein 100 rs ki limit milti hai jisse hum jada kuch kar nahi sakte hai or wahi paytm ka kahna hai ki apko 60,000 rs tak ki limit di jaati hai.

dekhiye yahan pe apko 60,000 rs ki limit aise he nahi de di jaati hai eske liye thoda samaye lagta hai or ye sari cheeze depend karti hai ki aap paytm post paid ka kitna use karte hai or kaise karte hai.

jo apko 100 rs ki limit di jaati hai to ese apko kharch karna hota hai or kharch kiye huye paiso ko wapas pay karna hota hai, agar aap 100 rs ko kharch kar ke jaldi pay karte hai or wapas se yahi kaam aap 2 3 baar karte hai to apki spend limit incress kar di jati hai.

suru me ye limit 100 rs se 200 ya 300 ya 500 tak ki jati hain eske baad apko esko lagatr use karna hota hai or jaise jaise aap paytm postpsid ke paiso ko kharch karte hai or wapas se pay karte hai to esse paytm ko apke uper trust badhta hai. or yahi trust apki paytm postpaid ki spend limit ko badhane me puri taraha se help karta hai.

Or esi ki wajaha se apki paytm postpaid ki spend limit incress ki jaati hai. to yahan pe paytm postpaid ki spend limit ko incress karne ka koi dusra tarika nahi hai or na he koi aisa tarika hai jisse 1 baar me apki paytm postpaid ki spend limit bahut jada incress ho jaye ya 60,000 tak pahuch jaye.

Agar apko paytm postpaid ki spend limit ko incress karna hai to apko paytm postpaid me diye gaye paiso ko jaldi jaldi kharch karna hoga or jaldi jaldi pay karna hoga eski wajaha se paytm samjh jayega ki aap ek loyal or trusted customer ho or apko jada spend limit ki jarurat hai to paytm apki spend limit ko or incress karta jayega.


to jitni jada apki transtion hogi or uske baad aap jitni jaldi wapas payment karenge to utni tezi se apki paytm ki spend limit incress hogi. or es taraha se apki paytm postpaid ki limit incress hoti jayegi 60,000 tak ki spend limit tak pahuchne me apko thoda time lagega lekin agar aap jada use karte hai to 60,000 tak ki limit tak bhi aap jaldi pahuch sakte hai.


2 – agar aap paytm bank me paise rakte hai jaise 1000 2000 5000 ya esse jada to eski wajaha se bhi apki jo paytm postpaid ki jo spend limit hai wo bhi kafi jada badhayi jaayegi.

jaise apke paytm bank me 5000 rs hai or aap paytm postpaid ka use karenge to apki limit dusre user ke muqable kafi jada incress ki jayegi, to paytm bank me bhi aap paise rakh kar paytm postpaid ka use kare agar apko jaldi apni paytm postpaid ki limit incress karni hai to. 

3 – Eske alawa jab bhi aap paytm postpaid ko use kare to uski payment sahi samaye se kar de esse apki paytm postpaid ki limit incress hone me kabhi bhi koi problem nahi aayegi

to guys es taraha se aap log apne paytm postpaid ki incress limit badha sakte hai so i hope ki apko ye jaankari pasand aayi hogi agar fir bhi koi sawal or sujhav hai to neeche comment box mein jarur likhe.

Thanks..... 🙇‍♀️🙇‍♀️😊


















Comments

Popular posts from this blog

Google ⚡️AMP Kya Hai Aur esko Blog website pe kaise Use karte hai

  page content - Gogle ⚡AMP Kya Hai Aur esko Blog website pe kaise Use karte hai. 1.1 ⚡AMP kia hota hai:- 1.2 ⚡AMP ko apni blog website pe kaise Use kare:- 1.2.1 WordPress website pe ⚡AMP kaise Use karte :- 1.3 bloggar mai ⚡AMP kaise Use kare :- 1.4 ⚡AMP ka nuksan :- G oogle ⚡️AMP Kya Hai Aur esko Blog website pe kaise Use karte hai:- To Hey Guys, Sayad appne bhi kabhi Google AMP ke baare me suna hoga aur apne bahut saare website ya blog pe bhi Google Amp ka use hote huye dekha hoga, Jo bhi website ya blog Google Amp ka use karte hai unki website blog bahut jaldi load ho jaati hai, Google Amp ek Google ka ek project hai jise hum log AMP Theme ke roop me blog or website me dekhte hai. aaj lagbhag  har nayi website Amp Theme ka use karti hai. To Guys es Article me hum Log janenge ki Amp kya hota hai or ye kaise kaam karta hai or eske alawa hum log ese kahan kahan use kar sakte hai. ⚡️AMP KYA HOTA HAI :- To Guys mai apko bata deta hun ki AMP ka matlab hota hai “Accelerated Mobile...

Vivo v19 full details

hey guys, Welcome to my blog with sajidur online tech. So today I am going to tell you about vivo v19 with full details. Vivo v19 full details  👇 Vivo v19 smartphon runs on android v10(Q) operating system. The phone is powered by octa core (2.3 GHz, dual core, kryo 360 +1.7 GHz, hexa core, kryo 360) processor. It runs on the Qualcomm snapdragon 712 chipset.  Camera 📸 qualitys...... 😍😍 32MP+8MP  front camera _📸_ Capture your perfect selfie 🤳 for your perfect moment with   v19's 32MP+8MP dual front camera 📸 😍😍.  Super night selfie 🤳🤓🤓 We have curated a unique 'multiple - exposure technique with v19 which ensures stunning night selfie 🤳 🤩🤩.  48MP AI quad rear camera 📸   The 48MP AI quad camera let's you capture all of life's wonder in stayle.  Vidio experience art portrait vidio🤩🤩🤩   Now add effects to your background while kipping the subject in it's original colour.    Dual iview display 📱  Marvel at the 16.3...